Friday, 31 May 2013
Tuesday, 28 May 2013
Muslim Saleem – Seh ghazla – May 25, 2013
MOHABBAT FORUM KAY 25 MAY KAY TARHI MUSHUARE KAY LIYE MUSLIM
SALEEM KA SEH GHAZLA. MISRA-E-TARAH “UBAR RAHI HAI CHIRAGHON MEIN PHIR
CHAMAK KOI”
NA KUCHH MIZAJ MEIN NARMI, NA HAI LACHAK KOI
TO UNKAY SAATH CHALE KAISAY DOOR TO KOI
THI LA-SHAOOR MEIN AAHAT KISI KAY QADMAON KI
PALAT KAY DEKHA, NA THA DOOR-DOOR TAK KOI
WO SIRF YAAD THI, LEKIN SHADEED THI ITNI
KAY JAISAY AA GAYA PEHLOO MAIN YAK-BAYAK KOI
NA KUCHH MIZAJ MEIN NARMI, NA HAI LACHAK KOI
TO UNKAY SAATH CHALE KAISAY DOOR TO KOI
THI LA-SHAOOR MEIN AAHAT KISI KAY QADMAON KI
PALAT KAY DEKHA, NA THA DOOR-DOOR TAK KOI
WO SIRF YAAD THI, LEKIN SHADEED THI ITNI
KAY JAISAY AA GAYA PEHLOO MAIN YAK-BAYAK KOI
TRIBTE TO MUSLIM SALEEM BY NADEEM AKHTAR NADEEM
TRIBTE TO MUSLIM SALEEM BY PIRZADA NADEEM AKHTAR NADEEM MANGANAVI, LONDON.
URDU ME AIK NAAM HaY MUSLIM SALEEM KA
JIDDAT GHAZAL ME KAAM HAY MUSLIM SALEEM KA.
JIDDAT GHAZAL ME KAAM HAY MUSLIM SALEEM KA.
-
Syed Zia Rizvi and Naheed Janjua like this.
-
Syed Zia Rizvi URDU ADAB MEn BARHA NAM HAI MUSLIM SALEEM KA.SAHAFAT MEn BARHA MUQAM HAI MUSLIM SALEEM KA.URDU ZUBAN KI BAQA KE LIYE BARHA KAM HAI MUSLIM SALEEM KA. XUDAWAND KAREEM UNHEn AUR UNKI FAMILY KO APNI HIFZ-O-AMAAN MEn RAKHE.SHAD AUR ABAAD RAKHE AMEEN SUM AMEEN.
Thursday, 23 May 2013
Friday, 17 May 2013
Thursday, 16 May 2013
ZIA ROOMANI ON MUSLIM SALEEM
(Noted short-story writer and vice-principal of Al-Ameen
Dr. Mumtaz Ahmed Khan PU College, Kolar, Karnataka (India) has lauded Muslim Saleem’s
service to Urdu and his poetry in following words)
Mohtarmi
Muslim Saleem ki shakhseeyat jab bhi yaad aati hai labon pey alfaz machal
jathey hain: "Muslim Saleem saheb to ek anmol tehreek, musalsal jadd-o-jahad,
khaerkhwah-e-qaum-o millat aur wafashuar khadim-e-Urdu zaban ka naam hai."
Subscribe to:
Posts (Atom)