Owais Jafrey sb., Washington, USA
فکر و فن،
لہجہ، معانی، صوت و آہنگ کا کمال
مسلم، اِک شا
عر بڑے ہیں اطّلا عاً عرض ہے
***************************************************************
Ahmad Ali Barqi Azmi, Delhi
Rang e Muslim se numayaaN hai shaoor e fikr o fun
**********************************************************************************************************
Zia Shahzad Shahzad, Karachi, Pakistan
- Zia Shahzad Shahzad , Karachi, Pakistanواہ واہ ! کیسی انوکھی ہے یہ مسلم کی ردیف۔ ۔ ۔ ۔ شعر میں موتی جڑے ہیں اطلاعاً عرض ہے۔ ۔ ۔ ۔اک نیا رنگ تغزل سیکھئے شہزاد آپ۔ ۔ ۔ ۔ ہم سخنور کب بڑے ہیں اطلاعاً عرض ہے۔( ضیا ۶ شہزاد )۔
Saud Siddiui sb, Karachi
کاش میں بھی شعر میں داد _سخن دیتا انہیں
رنگ مسلم کا الگ ہے ، اطلاعا" عرض ہے
سعود صدیقی
**********************************************************************************************************
- شعر موتی سے جَڑے ہَیں اطلاعاً عرض ہےدریا کُوزے میں تَڑے ہیں اطلاعاً عرض ہے
- Ahmad Ali Khan Kanpur, IndiaJINKO DUNIYA JAANTI HAI ISM HAI "MUSLIM SALEEM",,,,,,,ILM KE AFZAL DHADAY HAIN ITTILA'AN ARZ HAI,,,,,,!!!!!!!Awesome.......... Radeef par Zour-e-Qalam ka y Jadooo her Dil ko apna qaayl karne ke liye kaafi hai ..
++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++
- Shair umda aur baday hin ittla'an arz hai.
Kheyal nashther sa lagey hai ittlaan arz hai.
OTHER AHAM NASRI TABSIRE
- Aamir Riyaz, Kanpur, Indiaایسی ردیف تو آج تک استمعال ہی نہیں ہوئی...بہت عمدہ اشعار ہیں...لطف آ گیا پڑھ کر ....واہواہ
*************************************************************************
- Sher Bahadur Akhtar, Datia Madhya Pradesh, IndiaAAP KI MAANIND CHALTAY THAY AKAD KAR JO KABHI...
KHAAK MAIN WO SAB GADAY HAIN ITTILA’AN ARZ HAI
KHEL BACHCHON KA NAHEEN HAI, ISHQ KA RASTA HAI YEH
MARHALE SAARAY KADAY HAIN ITTILA’AN ARZ HAI
GUDRIYON MAIN REH KE KHIDMAT KHALQ KI KARTAY HAIN JOWO SABHI INSAAN BADAY HAIN ITTILA’AN ARZ HAI
BAARHA MUSLIM KIYA HAI HAM NAY KHOON-E-ARZOO
KHUD SAY HAM AKSAR LADAY HAIN ITTILA’AN ARZ HAI
................waaaaaaaaah waaaaaaaaaaaah bahut khoob mohtram muslim saleem sahab,naye zaviye ke sath kiya andaze bayaan hai waaaaah waaaah bahut khoob.***************************************************************************- Ahmad Ali Khan, Kanpur, IndiaNaayaab "Aamad".. .... Khidmat-e-Khalq ki Raah mein ik Munfarid Message Insaniyat ke Naam.......... GUDRIYON MAIN REH KE KHIDMAT KHALQ KI KARTAY HAIN JO
WO SABHI INSAAN BADAY HAIN ITTILA’AN ARZ HAI - Ahmad Ali Khan Awesome.......... Radeef par Zour-e-Qalam ka y Jadooo her Dil ko apna qaayl karne ke liye kaafi hai ............JINKO DUNIYA JAANTI HAI ISM SE "MUSLIM SALEEM",,,,,,, ILM KE AFZAL DHADAY HAIN ITTILA'AN ARZ HAI,,,,,,!!!!!!!
- Masroor Ahmed, Karachi, PakistanNICE PRESENTATION OF YOUR THINKING.ACCHHEE NAHI BOHAT ACCHHEE LAGEE AAP KI YEH GHAZAL ITTELA AN ARAZ HAY
**********************************************************************- MOHATRAM APNE BILKUL NAI RADEEF PESH KARKE GHAZAL KO EK NAYA RASTA DIKHAYA HAI KHUDA KARE APKI IS RADEEF SE AANE WALI NASL ISTAFADA HASIL KARE OR APKI RADEEF SARI DUNIYA MAIN MAQBULIYAT KI SANAD HASIL KARE AISI MERI DUA HAI .
No comments:
Post a Comment